Vermicelli Milk Pudding

Copy Icon
Twitter Icon
Vermicelli Milk Pudding

Description

Cooking Time

Preparation Time :15 Min

Cook Time : 8 Hr 0 Min

Total Time : 8 Hr 15 Min

Ingredients

Serves : 2
  • 1/2 cups vermicelli


  • 1/2 cups ghee


  • 1 cups condenced milk


  • 2 cups milk


  • 3 tsp cornflour


  • 1/2 tsp rose water


  • 1 pinch food color as u like

Directions

  • Ek pain me 1 tsp ghee dale aur vermicelli dal kar roaste kare low flame par usme 4 tsp condensed milk dale aur ache se mix kare 1 tsp ghee aur dale ache se mix ho jaye dusre bowl me nikal kar rakhe ek muffin mould me vermicelli ko rakhe cup banane ke liye 30 min ke liye freeze me rakhe .....pudding banane ke liye ek pain me milk boil kare usme half cup condensed milk dale aur food colour dal ke mix kare 3 tsp cornflour ko quarter cup water me ache se mix kare aur milk me add kare aur ache se chalaye rose water dal de aur gass off kare half cup pudding nikal ke alag rakhe baki pudding ko muffin mould me dal ke freezer me set hone ke liye rakh de 7 hours ke liye jo half cup pudding rakha tha usme thoda colour aur mix kare aur ek cone bana le aur vermicelli pudding ko nikal ke cone se garnish kare ...sarve kare vermecelli milk pudding yummy & cool cool